You are on page 1of 2

AIOU SOLVED ASSIGNMENT # 02 CODE 417

SPRING 2015

SOLVED ASSIGNMENT AIOU # 02 COURSE


CODE 4
Q 01: Filling the blanks.
i) Aqliyati soobon kay Muslman bi qiyamay Pakistan ki Jahdo Jehid main BRABER kay shareek
thai.
ii) 1946 kay intekhabat Muslim League nay MUTALBA-E-PAKISTAN ki bunyad par laray thai. (
iii) 1927 main Quaid e Azam nay sooba sarhad main siyasi islahat ki awaz uthai.
iv) 23 March 1941 ko Baluchistan Muslim League nay YOUMAY PAKISTAN manay ka faislay
kiya.
v) Babul Islam sooba SINDH ko kaha jata hai.
vi) December 1932 main JAKABABAD main kul hind Baluch Conference kay ineqad ka
intezam kiya giya.
vii) Quaid e Azam nay Sind main subai Muslim League conference ki sidarat OCTOBER
1938 main ki.
viii) June 1939 main Baluchistan Muslim League qaim hui.
ix) 3 March 1943 main Sindh Muslim League nay Aazad riyasat kay qiyam kay liyay aik qarar
dad manzoor ki.
x) Kashmiri Muslmano nay CHOUDHRY GHULAM ABBAS ki qiyadat main mutalba Pakistan ki
tahreek main bar char kar hisa liya.

SOLVED ASSIGNMENT 02 CODE 417 P S


Q 02:
i) Qarar daday Muqasid kis nay paish ki? (Molvi Abul Qasim Fazlay Haq nay).
ii) Qarar daday Muqasid ki awleen taheed kis nay ki. (Choudhry Khaleeq uz zaaman nay).
iii) Hasoolay Pakistan kay liya baqaida jado jehid ka aaghaz kab huwa. (23 March 1940).
iv) Markzi Assembly kay intekhabat main Muslim League nay kin teen aaqliyati soobon main
100% kamyabi hasil ki? (Mumbi, Areesa aur Madaras main).
v) 1946 kay intekhabat Muslim League nay kis bunyad par laray. (Mutalba e Pakistan par).
vi) Sooba sarhad main siysi islahat ka nefaaz kab huwa. (1909 & 1919 main).
vii) Muslim League ka pehla ijlas kis san main munhaqad huwa. (1906 main).
viii) Kis khatoon nay Punjab Secretariat par Muslim League ka sabz hilali parcham lehraya.
(Fatima Sughra nay).
ix) Pakistan kay naam ki tarkeeb aur lafzi meaning lekhya.
x) Boundary Commission ki tashkeel kiyun ki gai? Us kay zimay kiya kaam tha. (Dono
mulkon kay darmiyan sarhadon ka tahun karna).
Q 03: Baluchistan main hasoolay Pakistan kay liya ki gai jehdo jehid par bahis karain? (Page
# 184 185 186 187).
Q 04: Aazadi kay maslay par Muslim League aur Indian National Congress ki policion main
sub say barah ikhtelaf kiya tha. (
Q 05: Lard Mount Batten ki Hindustan aamid par jo siyasi soorat thi us par behis
karain. ( Page # 202 203 204 ).
Q 06: Boundary Commission kiyun binaya giya? Haad bandyun ka faisla kar kay liya Queid e
Azam nay kon kon say mutbadal tareeqa hai kar tajweez kiya thai, aur unhain kin wajoohat
ki bina par Mount Batten nay mustarad kiya tha, biyan karain. ( Page # 211 212 ).
Q 07: Qiyam Pakistan kay misail par tafsili note tareer karain. ( Page # 166 167 ).
Q 08: Queid e Azam nay intazami dhancha tamer karnay aur Pakistan ko qoomi bardari
main muqab dalwany kay liya kiya iqdamat kiya. ( Page # 205 206 207 208 209 ).
Q 09: Qarar daday muqasid kay aahim pehlon par behis karain. ( Page # 176 177 ).
Q 10: 1956 kay Aain kay aahim pehlon par roshni dahlain. ( Page # 239 240 )

You might also like