You are on page 1of 2

Hindi Lyrics > Qayamat Se Qayamat Tak > Ae Mere Humsafar

qayamat se qayamat tak Following is the lyrics of 'Ae Mere Humsafar' song from h
indi movie 'Qayamat Se Qayamat Tak'.

Song
: Ae Mere Humsafar
Movie
: Qayamat Se Qayamat Tak
Singer(s)
: Udit Narayan, Alka Yagnik
Translation
: Available
192
73
107
Share
59
5

Ae Mere Humsafar Lyrics from Qayamat Se Qayamat Tak

--male--
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki
Ab hai judaai ka mausam, do pal ka mehmaan
Kaise naa jaayega andhera, kyoon naa thamega toofan
--female--
Ab hai judaai ka mausam, do pal ka mehmaan
Kaise naa jaayega andhera, kyoon naa thamega toofan
Kaise naa milegi manzil pyaar ki
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki
Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoomke kadam ek baar
Vahin se khula hai koi rasta, vahin se giri hai deewaar
--male--
Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoom ke kadam ek baar
Vahin se khula hai koi rasta, vahin se giri hai deewaar
Roke kab ruki hai manzil pyaar ki
--female--
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki
--male--
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki

You might also like