You are on page 1of 2

Khuda to milta hai, Insaan hi nahin milta, Yeh cheez woh hai jo dekhi kahin kahin meine..

Jin ke angan mein Ameeri ka shajar lagta hai, Un ka her aaib bhi zamany ko hunar lagta hai Ishq qaatil say bhi, maqtool say hamdardi bhi, Yeh bta kis say muhabbat ki jaza mangay ga. Sajda Khaaliq ko bhi, iblees say yarana bhi, Hashr mein kis say aqeedat ka sila mangay ga. Zaeeran-e-Kaaba Se Iqbal Ye Puche Koi Kya Haram Ka Tohfa Zamzam Ke Siwa Kuch Bhi Nahin Somebody should ask the pilgrims of Ka bah, O Iqbal Is the gift of the Harem nothing more than Zamzam? -----------------------------------Saqinama http://iqbalurdu.blogspot.in/2011/04/bal-e-jibril-142-saqi-nama.html ----------------------------------Musalman Hai Touheed Mein Garam Josh Magar Dil Abhi Taak Hai Zunnar Posh The Muslim, zealous though about God s unity, Still wears the Hindu s sacred thread around his heart. Tamadan, Tasawwuf, Shariat, Kalam Butan-E-Ajam Ke Poojari Tamam! In culture, mysticism, canon law and dialectical theology He worships idols of non-Arab make. Haqiqat Khurafat Mein Kho Gyi Ye Ummat Rawayat Mein Kho Gyi The truth has been lost in absurdities, And in traditions is this Ummah rooted still. Lubhata Hai Dil Ko Kalam-E-Khateeb Magar Lazzat-E-Shauq Se Be-Naseeb! The preacher s sermon may beguile your heart, But there is no sincerity, no warmth in it. Byan Iss Ka Mantaq Se Suljha Huwa Lughat Ke Bakheron Mein Uljha Huwa It is a tangled skein of lexical complexities, Sought to be solved by logical dexterity. Bujhi Ishq Ki Aag, Andhair Hai Musalman Nahin, Raakh Ka Dhair Hai Gone out is the fire of love. O how sad! The Muslim is a heap of ashes, nothing more. --------------------------------ibless ki majlis shora http://iqbalurdu.blogspot.in/2011/02/armaghan-e-hijaz-1.html --------------------------------Iss Mein Kya Shak Hai Ke Muhkam Hai Ye Ibleesi Nizam Pukhta Tar Iss Se Huwe Khuay Ghulami Mein Aawam Stable is the Satanic system, no doubt there is! It has further strengthened in the commoners their slavishness indeed. Janta Hun Main Ye Ummat Hamal-e-Quran Nahin

Hai Wohi Sarmayadari Banda-e-Momin Ka Deen I do know this community is no longer the bearer of the Quran: The same Capitalism is the religion of the Believer now Iss Se Barh Kar Aur Kya Fikar-o-Amal Ka Inqilaab Padshahon Ki Nahin, Allah Ki Hai Ye Zameen! What greater revolution in thought and action will there be: Not to the crowned heads, but to God alone does this Earth belong! Hai Ye Behter Elahiyat Mein Uljha Rahe Ye Kitab Ullah Ki Taweelat Mein Uljha Rahe Better that he remains busy and entangled in the metaphysical theology: Better, that he remains busy and entangled in the interpretations of the Book of God. Kya Musalman Ke Liye Kafi Nahin Iss Dour Mein Ye Elahiyat Ke Tarshay Huwe Laat- O-Manaat? Are not enough to the Faithful in this age: These idols of worship carved by Metaphysical Theology? Tum Isse Begana Rakho Alam-e-Kirdar Se Ta Bisat-e-Zindagi Mein Iss Ke Sub Muhre Hon Maat Keep him separate from world of character Until he loses all the plans(tactical moves) of life Khair Issi Mein Hai, Qayamat Tak Rahe Momin Ghulam Chor Kar Auron Ki Khatir Ye Jahan-e-Be-Sabat Our safety lies in that Believer remains a slave till Doomsday: Renouncing this transitory world for others sake. Hai Wohi Shair-o-Tasawwuf Iss Ke Haq Mein Khoob Tar Jo Chupa De Iss Ki Ankhon Se Tamasha-e-Hayat What is good in his case is that poetry and mysticism Which may keep hidden from his eyes the game of Life. Har Nafas Darta Hun Iss Ummat Ki Baidari Se Mein Hai Haqiqat Jis Ke Deen Ki Ahtisaab-e-Kainat Every moment do I dread the awakening of this community Whose religion is, in reality, nothing short of taking account of the universe

Mast Rakho Zikar-o-Fikar-e-Subhgahi Mein Isse Pukhta Tar Kar Do Mazaaj-e-Khanqahi Mein Isse Keep him well absorbed in the thought and contemplation of God in pre-morning ho urs: Ye all make him grow stronger in his monastic disposition --------------------------------------Nikl Kar Khanqahon Se Ada Kar Rasm-E-Shabeeri Ke Faqr-E-Khanqahi Hai Faqat Andoh-O-Dilgeeri Come out of the monastery and play the role of Shabbir, for monastery s faqr is but grief and affliction.

You might also like