You are on page 1of 1

Mai bura hu bhala magar sachcha hu

Lage meri baat buri par khara huu


Dil se jo utra mere usse mai bilkul kata hu
Mere sabr ki inteha ko itna mat kuredo.
Jo ek halka sa dil ka dhaaga juda hai.. wo mai khud na hata du
Dil ka rishta dil se nibhata hu dimaag se nahi.
Ehsaso ki khatir mai khud ki nazar me kayi dafa gira hu
Jo ek baar nazar se hata wo shaks mere liya raha hi nahi.
Bahut koshish bahut intezaar krta hu apno ka rokne ki.
Bas inteha na karo ki mai bhagwaan nahi insa hu

You might also like