You are on page 1of 1

Ae Khamosh raat....

din guzar gaya, ye raat phir lout aayee naa tumne aana tha na tum aaye dil ko phir se samjha diya hai..ae khamosh raat kahin diya jala diya hai...ae khamosh raat aarzoo thee bahut tere aane ki par kayee mousam guzar gaye aur tum na aaye ab dil ko behla diya hai.. ae khamosh raat ise jina sikha diya hai ..ae khamosh raat kis baat ki saza de gaye..hamne to wafa ki thi phir bhi koi shikwa nahin gila nahin tumse.. ab dil pe pehra laga diya hai..ae khamosh raat kahin diya jala diya hai...ae khamosh raat

ad

hu

ra

py

aa

r@

ya

ho o. co m

You might also like