You are on page 1of 1

Sun Raha Hai Lyrics Apne karam ki kar adaayein Yaara, Yaaraa... yaara!

Mujhko iraade de Kasamein de, waade de Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare de Dil ko thikaane de Naye bahaane de Khaabon ki baarishon ko Mausam ke paimane de Apne karam ki kar adaayein Kar de idhar bhi tu nigaahein Sun raha hai naa tu Ro raha hun main Sun raha hai naa tu Kyun ro raha hun main (x2) Manzilein ruswa hain Khoya hai raasta Aaye le jaaye Itni si iltejaa Ye meri zamanat hai Tu meri amaanat hai haan... Apne karam ki kar adayein Kar de idhar bhi tu nigaahein Sun raha hai naa tu Ro raha hoon main Sun raha hai naa tu Kyun ro raha hun main Waqt bhi thehara hai Kaise kyun ye huaa Kaash tu aise aaye Jaise koi duaa Tu rooh ki raahat hai Tu meri ibaadat hai Apne karam ki kar adaayein Kar de idhar bhi tu nigaahein Sun raha hai Ro raha hoon Sun raha hai Kyun ro raha Yaaraa.... naa tu main naa tu hun main (x2)

Read more: http://www.lyricsmint.com/2013/04/sun-raha-hai-aashiqui-2.html#ixzz2S JKEhksN

You might also like